Limpid, lush and languid
A verdant pond under a green canopy
Robed in long swaying fronds, carrying
Tiny ripples that ruffle its serene brow
Hiding the depth, the turbulence, the heart
The storms, the heat, the fire, the ever watchful Eye.
And the waterfall
Majestic, masculine, magnificent
Its quiet strength falling far, far away
With a steady, rhythmic, mellifluous beat.
Falling onto cold, unforgiving, unresponsive stones
Draping them with its power, its essence, its being, its pure soul
The pond waits while the waterfall falls away.
Waits for the waterfall's long, overdue change of course
The pond sees the waterfall's spray in the air far away
The pond feels the waterfall's touch on unmovable rocks
The pond listens to the waterfalls heartbeat being carried away
It knows the waterfall's combustible, constant, haunting disquiet
The course will not change, the waiting will go on
Drawn as they are in parallel lines
Dance as they do in different spheres
Names writ in water, living on different sides of the border
Like chalk and cheese or is it like oil and water?
Only yet too well fused, intertwined, connected!
(Nov 2010)
And we sit with the debris of desires in our hands. Ashes to ashes, dust to dust.
Saturday, 5 March 2011
Our eternity
You step away
I expand to hold you
You edge closer
I wound up tight inside
Moving in circles
Moving in dreams
Moving in and out
In our eternity
(Oct 2010)
I expand to hold you
You edge closer
I wound up tight inside
Moving in circles
Moving in dreams
Moving in and out
In our eternity
(Oct 2010)
Tumhara kuch bhi kho nahi sakta
Tumhara kuch bhi kho nahi sakta
Kaaghaz pe likhe lafz mitaate hain
Tau hawa mein tehleel milte hain
Labon mein baatein dabaate hain
Tau dhadhkanon mein jazb milti hain
Aansuon ko jo ponchte hain
Tau ruuh geeli milti hai
Nazar chura ke jaate hain
Tau khwabon mein bassi milti hai
Tumhara kuch bhi kho nahi sakta
Yaadein jo ukhaadhna chahain gay
Khwahishon mein bas jaoge tum
Aahatein jo na sun'na chahein gay
Haath thaam loge tum
Tumhara kuch bhi kho nahi sakta
(Oct 2010)
Kaaghaz pe likhe lafz mitaate hain
Tau hawa mein tehleel milte hain
Labon mein baatein dabaate hain
Tau dhadhkanon mein jazb milti hain
Aansuon ko jo ponchte hain
Tau ruuh geeli milti hai
Nazar chura ke jaate hain
Tau khwabon mein bassi milti hai
Tumhara kuch bhi kho nahi sakta
Yaadein jo ukhaadhna chahain gay
Khwahishon mein bas jaoge tum
Aahatein jo na sun'na chahein gay
Haath thaam loge tum
Tumhara kuch bhi kho nahi sakta
(Oct 2010)
I see you
I follow the stardust trail left behind
Coursing through tears
Hanging on smiles
Jumping through memories
Walking on lashes
Landing on dreams
I find you
I see you
(Sep 2010)
Coursing through tears
Hanging on smiles
Jumping through memories
Walking on lashes
Landing on dreams
I find you
I see you
(Sep 2010)
Naamm Tera
Bandd mutthi mein rett ke zarray
Mutthi kholo tau ab bhi bolte hain naam tera
Phailao tau banate hain naam tera
Beh jain tau pukarte hain naam tera
Jo aankh mein padein tau dekh lete hain
Aansuon mein dooba naam tera
Chubhte hain leke naam tera
Behte hain tau leke naam tera
Kabhi phir se bana baithoon jo gharonda
Leher laijaati hai padh ke naam tera
Kehti hai haqq hai uspe jo hai naam tera
Meri aankhon se jo bahi thi woh leke naam tera
(Sep 2010)
Mutthi kholo tau ab bhi bolte hain naam tera
Phailao tau banate hain naam tera
Beh jain tau pukarte hain naam tera
Jo aankh mein padein tau dekh lete hain
Aansuon mein dooba naam tera
Chubhte hain leke naam tera
Behte hain tau leke naam tera
Kabhi phir se bana baithoon jo gharonda
Leher laijaati hai padh ke naam tera
Kehti hai haqq hai uspe jo hai naam tera
Meri aankhon se jo bahi thi woh leke naam tera
(Sep 2010)
To All Intents And Purposes
You left that patch of light
On a piece of earth for me
As my food, as my heart
My being, my existence
And you took all of me
My heart, life, soul
For you to keep going on
How did that help you? It didn't.
I still live, I still love
With my arms spread out
With my heart enclosing all
And I see you coming back
To take more and more
More and more of me
There is more of me still
The heart that lives on
Seemingly without a beat
The soul that carries on
Presumably without light
I keep going on
To all intents and purposes
(Sep 2010)
On a piece of earth for me
As my food, as my heart
My being, my existence
And you took all of me
My heart, life, soul
For you to keep going on
How did that help you? It didn't.
I still live, I still love
With my arms spread out
With my heart enclosing all
And I see you coming back
To take more and more
More and more of me
There is more of me still
The heart that lives on
Seemingly without a beat
The soul that carries on
Presumably without light
I keep going on
To all intents and purposes
(Sep 2010)
Garr jhijhko tau
Udh'de dhaagon se libas, too'te deep se roshni nahi nikalti
Toote phoolon se maala, phatte pannon se kitaab nahi banti
Aadhe lafzon se baat, band aankhon se nazar nahi milti
Khushk honton se muskurahat, khamosh dil se dhadhkan nahi bann'ti
Doobe saye se dhoop nahi hat'ti, ruke kadmon mein saath nahi hota
Ruuh jab dil ka saath na de tau, dil mein jaan kab, kahan hai hoti
Na ho hasrat tau koi yaas, intizaar nahi hota
Garr jhijhko tau pyaar, dil mein chahh nahi hoti
(Aug 2010)
Toote phoolon se maala, phatte pannon se kitaab nahi banti
Aadhe lafzon se baat, band aankhon se nazar nahi milti
Khushk honton se muskurahat, khamosh dil se dhadhkan nahi bann'ti
Doobe saye se dhoop nahi hat'ti, ruke kadmon mein saath nahi hota
Ruuh jab dil ka saath na de tau, dil mein jaan kab, kahan hai hoti
Na ho hasrat tau koi yaas, intizaar nahi hota
Garr jhijhko tau pyaar, dil mein chahh nahi hoti
(Aug 2010)
Subscribe to:
Posts (Atom)