Copyright Policy

Sunday 29 January 2012

Kahe Darya

Kahe darya tujhe iss paar
Jaana hai mujhe uss paar
Ruko na mujhe, toko na mujhe
Na chaido gham, na kuraido zakham

Hai samandar mera duur paar
Safar khaardaar, faasla behadd paichdaar
Aur meri umeed ab bhi wahi, samandar ki duuri wahi
Naseeb mera doobna wahi, samandar ki sardmohri wahi



July 2011

No comments: